Jun 13, 2017

Maili chaadar odhke kaise dwar tumhare aaoon maili chaadar odhke kaise

Also See :: Select All time hit Devotional Songs Here
6/13/2017

Maili chaadar odhke kaise   (Anuradha Paudwal ,new bhajan 2017)
Dwar tumhare aaoon
Maili chaadar odhke kaise
Dwar tumhare aaoon


Hey pavan parmeshwar mere
Main hi mann sharmaaoon...
Maili chaadar odhke kaise
Dwar tumhare aaoon
Maili chaadar odhke kaise
Tune mujhko jag mein bheja

Nirmal dekar kaya
Aakar is sansaar maine
Isko daag lagaya
Janam janam ki mailichaadar
Kaise daag chudaaoon...

Maili chaadar odhke kaise
Dwar tumhare aaoon
Maili chaadar odhke kaise
nirmal vaani pakar tujhse
Naam na tera gaya

Nain moondhkar he parmeshwar
Kabhi naa tujhko dhyaayaa
Man vina ki taarein tooti
Ab kya geet sunaaoon...

Maili chaadar odhke kaise
Dwar tumhare aaoon
Maili chaadar odhke kaise
In pairon se chal kar tere
mandir kabhi naa aaya
jahan jahan ho puja teri

Kabhi naa sees jhukaya
Hey harihar main haar ke aaya
Ab kya haar chadhaaoon..
Maili chaadar odhke kaise
Dwar tumhare aaoon

Maili chaadar odhke kaise
Hey pavan parmeshwar mere
Main hi mann sharmaaoon
Maili chaadar odhke kaise
Dwar tumhare aaoon

Maili chaadar odhke kaise
Dwar tumhare aaoon !!!


Select Bhakti Songs Here and Download
  • Home

  • Krishna Bhajans

  • Shiv Bhajans

  • Bajrangbali Songs

  • Maa Durga Bhajans

  • Ganesha Songs

  • Sri Ram Bhajans

  • Maa Kali Songs

  • Maa Lakshmi Songs


  • Kabir Amritwani

  • Maa Santoshi and Tulsi

  • Desh Bhakti Songs

  • Jain Bhakti Songs

  • Gujarati Bhakti Songs
  • 0 comments:

    Did you like these bhajans ? Write here few lines..

    © 2014-2017 Mbhajan :: Download Free Bhajans Mp3 . The content is copyrighted to Vikas Pandey and may not be reproduced on other websites.
    WP themonic converted by Bloggertheme9.
    TOP^