Aug 14, 2017

Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara mp3 bhajan

Also See :: Select All time hit Devotional Songs Here
8/14/2017

Achutam Keshavam Ramnarayanam ( Anuradha Paudwal,new 2017 krishna bhajan)
Krishnadamodaram Vassusevam Harim
Shridhar Madhavam Gopikavalam
Jankinayakam Ramchandram Bhaje
Jankinayakam Ramchandram Bhaje
Bol shrikrishna khaniy lal ki jai
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Sone ke palne mein reshm ki dori bandhe
Sone ke palne mein reshm ki dori bandhe
Jhula jhulaye brizwala
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara

Mathura mein khana janam liyo hai
Jaghit ko ab taar liyo hai
Mathura mein khana janam liyo hai
Jaghit ko ab taar liyo hai
Solakala  sampoorn kalai
Aisa dooja dev hai nahi
Ladoo gopal lage pyaara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara

Dhoodh dahi aur chhach lutao
Makhan mishri bhog lgao
Dhoodh dahi aur chhach lutao
Makhan mishri bhog lgao
Khud nacho re aur jag ko nachao
Miljul ke ye parv manao
Aaya jag ka rakhwala
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara

Vrat rakho aur mandir jao
Bhajn usi ka naam rijhao
Vrat rakho aur mandir jao
Bhajn usi ka naam rijhao
Tan maan sab ispe varo
Karo sringar aur aarti utaro
Maan ko bhaye nand lala
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara

Sone ke palne mein reshm ki dori bandhe
Sone ke palne mein reshm ki dori bandhe
Jhula jhulaye brizwala
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara

Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara
Janmashtami Ka Din Laage Bada Pyara !!!!!!


Select Bhakti Songs Here and Download
  • Home

  • Krishna Bhajans

  • Shiv Bhajans

  • Bajrangbali Songs

  • Maa Durga Bhajans

  • Ganesha Songs

  • Sri Ram Bhajans

  • Maa Kali Songs

  • Maa Lakshmi Songs


  • Kabir Amritwani

  • Maa Santoshi and Tulsi

  • Desh Bhakti Songs

  • Jain Bhakti Songs

  • Gujarati Bhakti Songs
  • 0 comments:

    Did you like these bhajans ? Write here few lines..

    © 2014-2017 Mbhajan :: Download Free Bhajans Mp3 . The content is copyrighted to Vikas Pandey and may not be reproduced on other websites.
    WP themonic converted by Bloggertheme9.
    TOP^