Jun 8, 2017

Sai !naam ke do akshar mein sara jagat samaya hai Free Mp3 Bhajan

Also See :: Select All time hit Devotional Songs Here
6/08/2017

Sai! naam ke do akshar mein sara jagat samaya hai (Alok Raj)
Sai naam ke do akshar mein sara jagat samaya hai
Har mjhub ka pyara sai sai sbko bhaya ahi

Sai naam ke do akshar mein sara jagat samaya hai
Jisne tera dhyaan lgaya tu dauda dauda aaya
Door huein dookh uske sare jo tere dware aaya

Jisne tera dhyaan lgaya tu dauda dauda aaya
Door huein dookh uske sare jo tere dware aaya
Param shakti ka noor hai sai

Param shakti ka noor hai sai
Jag ka tu rakhwala hai
Har mjhub ka pyara sai sai sbko bhaya ahi

Sai naam ke do akshar mein sara jagat samaya hai
Sai ki jholi mein bhakto khushiyo ka sansar bhara
Sai ke dar per jo aaye usse anokha pyaar mila

Sai ki jholi mein bhakto khushiyo ka sansar bhara
Sai ke dar per jo aaye usse anokha pyaar mila
Sumiran tera jo bhi kar le

Sumiran tera jo bhi kar le
Jivan safal banata hai
Har mjhub ka pyara sai sai sbko bhaya ahi

Sai naam ke do akshar mein sara jagat samaya hai
Har mjhub ka pyara sai sai sbko bhaya ahi
Sai naam ke do akshar mein sara jagat samaya hai

sara jagat samaya hai
sara jagat samaya hai
sara jagat samaya hai

sara jagat samaya hai
sara jagat samaya hai!!!


Select Bhakti Songs Here and Download
  • Home

  • Krishna Bhajans

  • Shiv Bhajans

  • Bajrangbali Songs

  • Maa Durga Bhajans

  • Ganesha Songs

  • Sri Ram Bhajans

  • Maa Kali Songs

  • Maa Lakshmi Songs


  • Kabir Amritwani

  • Maa Santoshi and Tulsi

  • Desh Bhakti Songs

  • Jain Bhakti Songs

  • Gujarati Bhakti Songs
  • 0 comments:

    Did you like these bhajans ? Write here few lines..

    © 2014-2017 Mbhajan :: Download Free Bhajans Mp3 . The content is copyrighted to Vikas Pandey and may not be reproduced on other websites.
    WP themonic converted by Bloggertheme9.
    TOP^