Aug 2, 2017

Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri

Also See :: Select All time hit Devotional Songs Here
8/02/2017

Kanaha kanaha rattein rattein ( Lokesh garg, 2017 new Krishna bhajan)
Kanaha kanaha rattein  rattein
Biti umariya meri
Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri
Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri
Duniyadari chhod gyi maine....Duniyadari chhod gyi maine
Ho gyi main pir
Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri
Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri

Kanaha kanaha ho Kanaha Kanaha kanaha ho Kanaha
Teri yaad mein main beragan dar dar bhatki dolu
Kahna chau tujhse sab kuch par main na muuh kholu
Par main na muuh kholu
Gaon ki gualin tane mare...Gaon ki gualin tane mare
Chhede mujhko saheli

Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri
Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri
Teri yaad mein mere nayan se ek ek yamuna bahti
Ek ek yamuna bahti
Teri bat mein bansi batpe kohyi kohyi rahti

Kohyi kohyi rahti
Din dino teri rah taku main...Din dino teri rah taku main
Yamuna tat pe main akeli ab
Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri
Na kar mohan der ki tujh bin tarse radha teri 


Select Bhakti Songs Here and Download
  • Home

  • Krishna Bhajans

  • Shiv Bhajans

  • Bajrangbali Songs

  • Maa Durga Bhajans

  • Ganesha Songs

  • Sri Ram Bhajans

  • Maa Kali Songs

  • Maa Lakshmi Songs


  • Kabir Amritwani

  • Maa Santoshi and Tulsi

  • Desh Bhakti Songs

  • Jain Bhakti Songs

  • Gujarati Bhakti Songs
  • 0 comments:

    Did you like these bhajans ? Write here few lines..

    © 2014-2017 Mbhajan :: Download Free Bhajans Mp3 . The content is copyrighted to Vikas Pandey and may not be reproduced on other websites.
    WP themonic converted by Bloggertheme9.
    TOP^