Jun 6, 2017

Hum bandhwa par ke mahaveer ki katha sunate hai by Prem prakash dubey

Also See :: Select All time hit Devotional Songs Here
6/06/2017

Hum bandhwa par ke mahaveer ki(by Prem prakash dubey)
Hum bandhwa par ke mahaveer ki


Download Mp3

Katha sunate hai
Hum bandhwa par ke mahaveer ki
Katha sunate hai

Hum haath jodkar raam dut ki gatha gate hai
Bandhwa bade khade hanuman karlo darshan ho kalyaan
karlo darshan ho kalyaan
Hum bandhwa par ke mahaveer ki
Devata yug mein awadh pati raam

Unke sewak bane hai hanuman
Jo bhi bhakt kare gungaan
Karte hanumant sada kalyaan
Hum svayan guru hanuman ka darshan tumehe karate hai
Hum haath jodkar raam dut ki gatha gate hai

Bandhwa bade khade hanuman  karlo darshan ho kalyaan
Hum bandhwa par ke mahaveer ki
Lal deh lali lase!
Aru dhar lal langur
Bajra deh daanav dalan, jai jai jai Kapi soor!

Lal lal deh lali lagi hai
Unmein raam siya ki chavi basi hai
Jo bhi hanuman ka dhyaan karte
Unke sankat sabhi pal mein harte
Hum sangam tat ke hanuman ki mahima gate hai

Hum haath jodkar raam dut ki gatha gate hai
Bandhwa bade khade hanuman karlo darshan ho kalyaan
Bandhwa bade khade hanuman karlo darshan ho kalyaan
Hum bandhwa par ke mahaveer ki
Mahaveer hai anjani ke lala

Bhakt par rahte sada kripala
Koi dwaar se gya na khali
Bin mange bhar di sabki jholi
Mathwa hambar ke bade hanuman
Mathwa hambar ke bade hanuman

Jag mein pooje jate hai
Shri narendar ki nitya haath jodkar
Aasish pate hai
Bndhwa bade khade hanuman
Bandhwa bade khade hanuman karlo darshan ho kalyaan


Bandhwa bade khade hanuman karlo darshan ho kalyaan
Bndhwa bade khade hanuman
Bndhwa bade!
Bandhwa bade khade hanuman karlo darshan ho kalyaan
Hum bandhwa par ke mahaveer ki
Bandhwa bade khade hanuman karlo darshan ho kalyaan!!!
http://sfrom.net/https://www.youtube.com/watch?v=VLG0I5CHEro&t=314s


Select Bhakti Songs Here and Download
  • Home

  • Krishna Bhajans

  • Shiv Bhajans

  • Bajrangbali Songs

  • Maa Durga Bhajans

  • Ganesha Songs

  • Sri Ram Bhajans

  • Maa Kali Songs

  • Maa Lakshmi Songs


  • Kabir Amritwani

  • Maa Santoshi and Tulsi

  • Desh Bhakti Songs

  • Jain Bhakti Songs

  • Gujarati Bhakti Songs
  • 0 comments:

    Did you like these bhajans ? Write here few lines..

    © 2014-2017 Mbhajan :: Download Free Bhajans Mp3 . The content is copyrighted to Vikas Pandey and may not be reproduced on other websites.
    WP themonic converted by Bloggertheme9.
    TOP^